Login | Register
Lost Password

A password will be emailed to you.

 

Jo Bhi Main Lyrics – Rockstar

Ya ya ya.. Ya ya ya ye hmm..
Ya ya ya ye hm.. (Ya ya ya..)
O yay ye (O Yay ye..)
Ya ya ya ya.. (Ya ya ya ya..)
O o o .. (O o o ..)
O o o o.. (O o o o..)

Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad karen alfaaz mere
Alfaaz mere

O ya ye..
Ya ya ya ye…

jhal jhal jhal re jhal..

Kabhi mujhe lage ki jaise
Saara hi ye jahaan hai jaadu
Jo hai bhi aur nahi bhi hai ye
Fiza, Ghata, Hawa, Baharein
Mujhe kare ishaare ye
Kaise kahoon
Kahani main inki

Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad karen alfaaz mere
Alfaaz mere

O ya ye..
O ya ya ye..


Maine yehi socha hai aksar
tu bhi main bhi sabhi hain sheeshe
khud hi ko hum sabhi mein dekhen
nahi hoon main hoon main to phir bhi
sahi galat tumhara main
mujhe paana paana hai khud ko


Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad kare alfaaz mere
Alfaaz mere..

Comments

Leave a Reply